Join Us:
20 मई स्पेशल -इंटरनेट पर कविता कहानी और लेख लिखकर पैसे कमाएं - आपके लिए सबसे बढ़िया मौका साहित्य लाइव की वेबसाइट हुई और अधिक बेहतरीन और एडवांस साहित्य लाइव पर किसी भी तकनीकी सहयोग या अन्य समस्याओं के लिए सम्पर्क करें

वफ़ा का खंजर

Abhay singh 30 Mar 2023 कहानियाँ प्यार-महोब्बत Shivam Singh story 10075 0 Hindi :: हिंदी

Jamane me har tarah ke log hai maine bhi Jeevan bahut tarah ke log dekhe hai par achche logo se meri bhet sayad hi kabhi hui ho .
Logo ke andar itani jyada hositari chalaki dekhi hai maine ki ab ki kisi ke uthane baithane ka man nahi karta kya karu mujhe hosiyaari jo nahi aati 
Meri jitani bhi logo se mulakaat hui sabhi ne mera bharpur labh uthaya lekin jab mujhe jarurat padi to sab ne hath khade kar liye 
Mere kuchh aise bhi dost hai jinhone kya khoob wafa ka khanjar mara 
Apani ijjat bachane ke liye meri ijjat bakhub barbaad kiya 
Lekin mujhe unse koi sikayat nahi jab apna hi samay kharab ho to kisi se kya sikayat karu 
Mujhe kisi ki madad karke ginane ki adat nahi hai 
Par meri madad karne ke baad logo ne beech samaj me aise toka ki jaise mujhase bada beimaan dharti par nahi 
Sab samay samay ki baat hai 
Kabhi vahi log mere pas chipke rahte the aur aaj unhe mujhme gandh ane lagi 
Jarurat se jyada imaandaar bhi nahi hona chahiye meri maa ne itna jyada naitikta ka path padha diyaki mujhase beimani nahi aati mujhe apne se badi ka samman karna sikhaya hai mere maa baap ne mai kaise kisi ka apmaan karu 
Lekin mujhe barbaad karne me jata bhi nahi socha kisi ne 
Log mu pe kuchh aur pith pichhe kuchh aur bolte hai jo mujhe bilkul bhi pasand nahi hai😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏

Comments & Reviews

Post a comment

Login to post a comment!

Related Articles

लड़का: शुक्र है भगवान का इस दिन का तो मे कब से इंतजार कर रहा था। लड़की : तो अब मे जाऊ? लड़का : नही बिल्कुल नही। लड़की : क्या तुम मुझस read more >>
Join Us: