Jyoti yadav 08 May 2023 कविताएँ अन्य #ek pari # 5496 0 English :: English
Ek pari thi Asma uska aashiyana tha Suraj si sunahari dhup Chand sa najarana tha Per afsos ki yah kuchh din ka thikana tha Pari es baat se anjaan thi Ma ki ladli papa ki shan thi Pure Ghar me khushiyan bikherti thi gam me bhi muskurati thi Papa ki gurur hai batati thi Ek din Asma chhod Jana hua Rit hai yah bahana hua Kal tak jo sach tha aaj afsana hua