• Aakhiri Lamba •
Kya vo hath chhudakar Chala jaega ?
ya phir Ek bar ruk kar mahsus Karega Meri Kami ko, meri Hansi Ko,
agar vo yah sab mahsus Karega to kya phir vo ruk jaega ?
use kaho Ki itni baten karni hai,
kitna kuchh batana Hai, dikhana Hai ,
Kitna waqt sath mein bitana hai .
Ki ab To Aankhen band kar
read more >>