Doob chuki jo kashti
Kinare se use bar bar niharne se kya hoga
Utho Dobaro Shuruaat karo
Yu Haar maan lene se kya hoga
Khuda kahta hai Duwao ke sath Mahnat se kismat banti hai
Tum niharte rahoge aasman to niharne se kya hoga
Maloom hai ki Aasan nhi Girkar Dobara Chalna
Chalna Hi Bahtar hai Ruk Jane se kya hoga
Jaroori nhi ki jo aaj na m
read more >>