Join Us:
20 मई स्पेशल -इंटरनेट पर कविता कहानी और लेख लिखकर पैसे कमाएं - आपके लिए सबसे बढ़िया मौका साहित्य लाइव की वेबसाइट हुई और अधिक बेहतरीन और एडवांस साहित्य लाइव पर किसी भी तकनीकी सहयोग या अन्य समस्याओं के लिए सम्पर्क करें

Abhay singh

Abhay singh

Abhay singh

@ abhay-singh
, Uttar Pradesh

Bhagwan bhakt

  • Followers:
    2
  • Following:
    2
  • Total Articles:
    18
Share on:

My Articles

Jamane me har tarah ke log hai maine bhi Jeevan bahut tarah ke log dekhe hai par achche logo se meri bhet sayad hi kabhi hui ho . Logo ke andar itani jyada hositari chalaki dekhi hai maine ki ab ki kisi ke uthane baithane ka man nahi karta kya karu mujhe hosiyaari jo nahi aati Meri jitani bhi logo se mulakaat hui sabhi ne mera bharpur labh uthay read more >>
Preet reet to sada sada se hai par koi nibhata hai koi dikhata hai Logo ka hai unhe koi koi kuchh de ya na de par pyaar se do sabd bol de aur kya chahiye apsi prem vyavhàar bana rahe bas Aaj kal to kisi ke pass aap jyada uthane baithane lago to log samjhate hai ki ye hamara gulam hai hamre bina iska kuchh nahi hoga par sayd vo ye bhu read more >>
Samay jab pareeksha leta hai tab sab ki halat kharab ho jati hai meri bhi halat Aaj do saalo me bahut kharab hai kuchh bhi samajh me nahi aa raha hai kya karu jis kaam me bhi hath lagata hu usi me fel ho jata hu karj itna ki bahar nikalta hu to lagta hai ki kahi koi tok na de koi do rupay ki madat to dur pas bhi nahi khade hona chahta ghar me bahen read more >>
Har gaav ke nukkad pe naai ki dukan avasya hi rahti hai . Kahne ko to vo sirf naai ki dukaan hai lekin kisi party ka karyalay se kam nahi rahta Mai bhi baal karvaane aksar naai ki dukaan par jata rahta hu Vaha par aapko pure gaav ka samachar prapt ho jayega Falane ka bhais aaj padva biyaan hai, majhalu ke ghar me kal jhagda hua tha read more >>
Doston mere Nana ji bahut hi Sajjan saral aur imandar kism ke vyakti the main unke bare mein jitni baten bataun utna kam hai Shayad Puri kitab likh dun to bhi kam pad jaaye unhone Apne samay mein jo garibi jehali vah bahut hi kashtdayak hai unhone apne jivan mein bahut kuchh jhela hai ya kahun to bahut kasht Kate Hain mujhe unki ek chij bahut Priya read more >>
Jaisa ki hota aaya hai is bar bhi Vikram Raat ki khamoshi mein apni motorcycle chalaye ja raha tha aur betal uski peeth per baitha tha hamesha ki tarah is bar bhi yah sochkar ki kahin Vikram ko nind na a jaaye betal ne kahani sunana shuru kar diya kahani kuchh is prakar thi beroj Shahar mein Khalil Naam ka ek aadami rahata tha uske मां-बा read more >>
Hamari pados mein Rahane wali tuntun Dada bade hi maje ke aadami hai unka Naam tuntun Singh bahut hi chun kar liya Gaya Rakha gaya hai unke chhote wale ladke ka naam aansu hai jiske samne tun tun tun kahane se vah chidh jata hai Lekin usko kya pata ki uske pitaji ka naam tuntun kyon Rakha gaya hai unse Judi Hui bahut sari dilchasp kahaniyan jaise read more >>
लज्जा लज्जा का सीधा साधा और शाब्दिक अर्थ है शर्म। और शर्म कब आती है जब हम एक मानक स्तर से जो अभी तक व्यवहार में था उससे कहीं नीचे गिरते read more >>
Join Us: