Join Us:
20 मई स्पेशल -इंटरनेट पर कविता कहानी और लेख लिखकर पैसे कमाएं - आपके लिए सबसे बढ़िया मौका साहित्य लाइव की वेबसाइट हुई और अधिक बेहतरीन और एडवांस साहित्य लाइव पर किसी भी तकनीकी सहयोग या अन्य समस्याओं के लिए सम्पर्क करें

नाना जी

Abhay singh 30 Mar 2023 कहानियाँ दुःखद Shivam Singh story 11540 0 Hindi :: हिंदी

Doston mere Nana ji bahut hi Sajjan saral aur imandar kism ke vyakti the main unke bare mein jitni baten bataun utna kam hai Shayad Puri kitab likh dun to bhi kam pad jaaye unhone Apne samay mein jo garibi jehali vah bahut hi kashtdayak hai unhone apne jivan mein bahut kuchh jhela hai ya kahun to bahut kasht Kate Hain mujhe unki ek chij bahut Priya haiunhen prakriti se apar Sneha tha unhen bejubanon se bahut hi Sneh tha main to unke inhin koviyon ke Karan unka fan tha unhen prakriti se itna lagav tha ki unhone pura ek jungle khareed liya tha jiski vajah se pura gaon unka Kayal tha bejubanon se itna lagao ki majal hai koi Janwar ko unke samne dant bhi de unhen bhains gay aur kutte paalne ka bahut hi shauk tha unhen pahalvani ka bahut shauk tha mujhe Aaj bhi yad hai ki jab main Bachpan mein garmiyon ki chhutiyon mein mama ke yahan ghumne jata tha to nana ji ganne ka juice bharkar balty late the ham logon ke liye vaise to vah paise se engineer the lekin unhen Apne paise se jyada Apne shauk mein jyada maja aata tha unhone Apne jivan mein ek nahin balki दो-दो aam ke bagiche taiyar Kiya unhen Apne bacchon ki taraf pahla posha engineer hote hue bhi vah kafi garibi jhele the kyunki UN Dinon pagaar bahut kam milati thi thandi ke Dinon mein jab ham nanihal jaate the to hamen jukam khansi hoti thi to nana ji hamen pila wala good late the aur bolate the ki ise khakar so jao Pani mat Pina kafi khyal rakhte the ham logon ka unhone Apne jivan mein Imaan ko lekar Apne jivan mein bahut si ladai Ladi hai unhone Apne jivan mein kabhi apna Swabhiman nahin digane diya unhone Apne teen Bhai aur teen ladkon ko kaise pala yah kafi sarahniy hai jiske bare mein kabhi fursat mein likhunga durbhagyvash ab vah hamare bich nahin rahe lekin hamare dilon mein vah Aaj bhi Jinda hai main jitna bhi likhun unke bare mein vah kam hai mujhe Aaj bhi yad hai ham garmiyon ki chhutti mein Aksar Mama Ji ke yahan ghumne Jaya karte the aur aam todkar khaya karte the aap hi Anand aata tha Nana ji jab aam jyada ho jaate the to vah hamen bajar mein bechne ko kahate the FIR main aur mere Mama ji ka ladka Anuj aur main bajar mein aam bechne jaate the Jo paise milte lekar Nana Ji ko dete to vah use nahin lete the bolate ka Paisa hai yah tum log hi rakho aur maje karo vah kafi nyaay Priya the vaise hamare bade mama ji unhin ke nakshe kadam per chalte Hain vah thoda vasulon ke pakke Hain unke bare mein ham apni agali kahani nanihal mein likhunga nanihal bhi hamari acchi lekh hogi kafi Anand mein sabhi mitron se anurodh hai ki Apne Nana ji ke bare mein bhi jarur comment Karen dhanyvad aur yah lekh aap logon Ko kaisa laga jarur bataen 🙏🙏🙏🙏🙏

Comments & Reviews

Post a comment

Login to post a comment!

Related Articles

लड़का: शुक्र है भगवान का इस दिन का तो मे कब से इंतजार कर रहा था। लड़की : तो अब मे जाऊ? लड़का : नही बिल्कुल नही। लड़की : क्या तुम मुझस read more >>
Join Us: