Abhay singh 30 Mar 2023 कविताएँ दुःखद Bure din 26698 0 Hindi :: हिंदी
Jeevan ko karke mere, Awsaadgrast parmatma Nahi koi jivan me mere, Ab chah rahi parmatma Saari sano Saikat ab bhul chuka parmatma Na koi mera nakoi tera jivan ki hai reet yaha Na ab rahi eak duje se Kisi ko koi preet yaha Chhod diya hai mujhko bhi Karke khub badnaam yaha Aaj maje lekar hasta hai Ye sara jaha Maine kisi ka bigada kya tha Jo sab kuch mera bigad diya Rone ko aashu bhi na chhode Hasne ko muskan bhi cheen liya Kahkar ke chhinda vo chillate hai Kya kiya ye nahi batlate hai Jo ji me aaye vo batlaate hai Khub hasi thahake lagate hai Meri bhi jine ki chah rahi usko bhi tune chhin liya Ab kya kahu aur jisase kahu Kahne ka bhi mauka diya nahi Ab jaau bhi to kaha jaau Jaane ke raahe bhi chin liya Mere bhi Biwi bachche hai Nahi dekhi maine koi bala Kabhi gaya nahi darwajo par Fir bhi mili hai mujhe khata Na koi sathi hai mera Na koi ristedaar yaha Thi sab ko khabar thi sabko pata Par koi saka na mujhe bata Ab jivan mera jitna bhi bacha Ji lene do aay meri bala 🙏🙏🙏🙏🙏😭😭😭😭😭