Join Us:
दिशा-लाइव ग्रुप ने लॉन्च किया नया ब्रांड BizPry - लोकल से ग्लोबल तक 20 मई स्पेशल -इंटरनेट पर कविता कहानी और लेख लिखकर पैसे कमाएं - आपके लिए सबसे बढ़िया मौका साहित्य लाइव की वेबसाइट हुई और अधिक बेहतरीन और एडवांस साहित्य लाइव पर किसी भी तकनीकी सहयोग या अन्य समस्याओं के लिए सम्पर्क करें

Zindagi - Ek Dar bhara Safar?

Nadim Ashraf 30 Mar 2023 कविताएँ समाजिक Jaane kyu darte rahe sab sahte rahe, marte rahe Jo pasand na thi Wo karte rahe Pata tha ke un raasto pe manzil nahi Phir bhi waheen se gujarte rahe Kahi se ek aawaz bhi aayi ke ruk jaiye..ab nahi Iss badi si duniya me thoda hi toh chahiye..sab nahi Par khwabon ke peechhe hi chalte rahe, girte rahe, sambhalte rahe Aakhir woh khwaab hi the, har ek din woh bhi badalte rahe Zindagi ke iss safar me manzil ko taraste rahe Aur jab asal manzil paas aayi toh safar khatm hone se darte rahe 40468 0 Hindi :: हिंदी

Jaane kyu darte rahe
sab sahte rahe, marte rahe
Jo pasand na thi Wo karte rahe

Pata tha ke un raasto pe manzil nahi
Phir bhi waheen se gujarte rahe

Kahi se ek aawaz bhi aayi ke ruk jaiye..ab nahi
Iss badi si duniya me thoda hi toh chahiye..sab nahi

Par khwabon ke peechhe hi chalte rahe, girte rahe, sambhalte rahe
Aakhir woh khwaab hi the, har ek din woh bhi badalte rahe

Zindagi ke iss safar me manzil ko taraste rahe
Aur jab asal manzil paas aayi toh safar khatm hone se darte rahe

Comments & Reviews

Post a comment

Login to post a comment!

Related Articles

शक्ति जब मिले इच्छाओं की, जो चाहें सो प्राप्त कर लें। आवश्यकताएं अनन्त को भी, एक हद तक प्राप्त कर लें। शक्ति जब मिले इच्छाओं की, असम्भ� read more >>
शक्ति जब मिले इच्छाओं की, जो चाहें सो हांसिल कर कर लें। आवश्यकताएं अनन्त को भी, एक हद तक प्राप्त कर लें। शक्ति जब मिले इच्छाओं की, आसमा read more >>
इच्छा शक्ति 🥀🥀 शक्ति जब मिले इच्छाओं की, जो चाहें सो हांसिल कर कर लें। आवश्यकताएं अनन्त को भी, एक हद तक प्राप्त कर लें। शक्ति जब मिल� read more >>
Join Us: