Join Us:
दिशा-लाइव ग्रुप ने लॉन्च किया नया ब्रांड BizPry - लोकल से ग्लोबल तक 20 मई स्पेशल -इंटरनेट पर कविता कहानी और लेख लिखकर पैसे कमाएं - आपके लिए सबसे बढ़िया मौका साहित्य लाइव की वेबसाइट हुई और अधिक बेहतरीन और एडवांस साहित्य लाइव पर किसी भी तकनीकी सहयोग या अन्य समस्याओं के लिए सम्पर्क करें

Sona Love Beby ❤️ ( सोना लव बेबी ) नई कहानी

NAND KISHOR 30 Mar 2023 कहानियाँ प्यार-महोब्बत #लव #रोमांटिक #कहानी #sona #love #beby 65112 0 Hindi :: हिंदी



Kisi City Me..... Ek Sona Name Ka Ladka Rehata tha ..
Aur Usi City Me..... Ek Beby Name Ki Ladki Rehati thi...,

 Sona Aur Beby Dono Ko Dhire Dhire Love Ho Jata Hai , Wo Dono Ek Dusre Ke Bina Nahi Reha Sakte The ,

Beby Ye Sab Jante Huye Bhi Ki ..
Sona kisi aur Se bhi Baat Karta hai fir bhi wo usse bahut jayda love ❤️ Karti hain..

Ek Din Sona Aur Beby Shadi Attend Karne Ke liye Jate hain..

Us Shadi Me Beby Ko koi Ladka Pass Aakar Puchta  Ki ....
Aapka name Kya hain.....?
To Beby Kehati Hain. Aapko Kya Karna Mere Mame Se....,
Thodi Der Baad wo Shadi Wala Ladka Fir Se puchta Hain Mere Se Baat Karonge 
To Beby Bolti hai..Kya...?

Fir Beby ko Wo Ladka use jayda Der. Tak Ghurta Rehata hai To ... Beby Dar Jati Hai to Wo apne Sona Ke Pass aaKar Kehati Hai ...

Sona Aapko Pata Mujhe Koi Ladka Sed Raha Hai ..
To Sona Kehata Hain Aap Usko Ignore Kar Do Uski Taraf Dhyan Mat Do ....
Aap Hohi Itne Cute Aapko Koi Bhi Ladka Dekhega To Aapki yaado me Kho Jayega....

Fir Beby Bolti Hai Wo ladka Mujhe Keha Raha Tha mere Se Baat Karogi ..To mene Bhi Keha Diya Nahi Karni Mujhe Koi Baat 
Pagal Hai Kya Me Tere ko Bhai Manti Hu 
To Wo Ladka Kehata Hain... Me tujhe Sister Nahi Manta......

Fir Sona Ne Beby ko Kaha , Aapki Marji 
kyouki ........Sona Ko Beby ....
Par Bahut Jayda Apne Se Bhi Jayda Bharosa Beby Par Karta Tha..

Sona Ko Pata Tha Ki Beby Sirf Mere Ko Hi Pyar Karti Hai Wo Kisi Aur Ke Baare Me Soch Bhi Nahi Sakti....🤗

Fir Next Day Sona Aur Uski Beby Dono Wapas Ghar Aa Jate Hai....

Aur Wo Dono Apne Pyar Me Kho Jate Hain Bahut Sara Pyar Karte Ek Dusre Se ...

Ek Sath Ghumne Khana Khaya Ya Nahi Khaya Puchna ...
 Ek Dusre Ka Khayal Rakhna....

Har Roj Kiss Karna Isi Tarha Kuch Time Bit Gaya Aur. Wo Dono Bahut Jayda pyar Karne Lag Gaye The ....

Ek Aur M Name Ka Ladka Tha Beby Usko  Acche Se Janti thi...
Wo Rojana Beby Ko Us Shadi Wale Ladke Ke baare Me Baate Karne Laga 
Kuch Din .....Baad ........

Beby Bhi ...M ....Name Wale Ladke Ko Us... R .... Name Wale Ladke Ke baare Me Puchne Lag Gai ...Usko Ye....Pata Nahi tha Ki Jo Wo Kar Rahi Hai Wo Galat Hain......

Par Ye Sab Baate Sona Ko Pata Nahi Hoti Hain...
Par Doute Ho Jata Hain....To Sona Ko Beby Par Gussa Aane Lagta Hain....

Sona , Bent Par gussa Tha jiski Waja 
Beby Usse aajkl sahi Tarike se Baate Nahi Karna Usse Pyar Nahi Karna Pehale Jesa....

To Us Din Sona Ne Beby Se Gussa Kar Liya Aur 10 Din Tak Nahi Bolne Ka Bol diya ....

Us Time Pe Beby Bhi Sona Ki Choti Baat Se Itni Naraj Ho Gai Hai ....

Beby Ne Apne Dil Me kisi Aur Ki feeling Bana  Li ...
Aur Beby Ko Shaadi Wale Ladke Ki Feeling Aane Lagi Aur Beby Ne Socha Ki ....
Mere Sona ne to Mere Se Baat Karni Band Kar Di Hain....

Sona baar baar mere pe gussa karta hain 
Aur Ek Wo Hain Jo Mere Hi Baare Me sochta Hain. ..
Jab Se Usne mere ko Shadi Me Dekha Tab Se....

But Beby Ko Ye Nahi Pata Tha Ki , Sona Ke Gussa Hone Aur Sahi Tarike Se Baat Nahi Karne Ki kya Wajaha Hain......
Ye Nahi Jante Huye Bhi Beby Usse Friendship Karne Ki Soch Li thi....

Kuch Time Baad Wo Shadi Wala Ladka Yani ....R..... , M......, Ladke ke ghar Aane Wala  Tha to M .....Aaj....M.... Ladke Ke.....
 Ghar pe Ek  Chota Sa Function Hota Hain.. To Wo.....R..... Ladka Us Function Me Aata Hai Jaha Pe ...

Beby Pehale Se Us Functions Me Chali Gai Thi ..
 
Aaj Beby Bahut Bahut Jayda Khubsurat Lag Rahi Thi ....
Itni To Kabhi Apni Birthday Party Me Bhi Teyar Nahi Hui Thi .....

Us Raat ko fir Wo Ladka ....R.....Beby ke Paas  Aata Hain... Aur Bolta Hain... ki Mujhe Pani Pilao ...
To Beby Use Mana Kar Deti Hain.....

Fir Us......R......Ladke ki Mom Waha Pe Bethi Hui Hoti Hain... to Wo.....R.....Ladka Beby Se Kehata Hain....Ki Per Su Le Abhi Se .......
Baad me To Suna Hi Padega Jab Teri Aur Meri Shadi Ho Jayegi Tab...
...


To Beby Ko Gussa Aa Jata Hain....Aur Kehati Hain.....Kaha Tum Aur Kaha Me .....
To Wo .....R ...... Ladka ......M.....Ladke Se Kehata Hai... 
Mujhe Ek Baar Beby Se Baat To Karwa Yaar.....Plzzz

To Wo.....M.....Ladka Beby Ke Pass Jakar Bolta Hai Use Ek Baar Baat Karni Hai... Tere Se ....

Fir Wo Dono Beby , Aur ....R..... Rasoi Me Jaate Hain... Aur Baat Karte Hain....
R...... Kehata Hain.... Ki me Aapke Liye Kuch Bhi Kar Sakta Hu Kya Aap Mujse Baat Karonge Plzzz...

Beby ........R......Ko Kehati Hain.....Me Soch Kar Bataungi Kl.......

To Beby Fir Wo Bahar Aaa Jati Hain.....

Aur Sabke Sath Aakar Beth Jati Hain.....
Aur Puri Raat Beby Ko Nind Nahi Aati ....

Yahi Soch Me Dubi Rehati Hain....Ki Me Usse Friendship Karu Ya Nahi Karu......

Aur Ek Taraf Sona ...
Jo usi Function Me Bethe Bethe Beby Ke Hi Baare Me Soch Raha Tha ......

Ki Me Apni Sona Se Kese Baat Karu Bahut Jaruri Baat Karni Thi Sona Ko .....
To Usne Socha Ki Me .........Beby Ke Ghar Chala Jata Hu Wo Mere Se Ek Baar To Jarur Hi Milegi .....

......Par Bahut Wet Karne Ke Baad Bhi Beby Nahi Aai Uske Pass To  ....Sona Ko Aur Bhi Gussa Aa Gaya .....  Fir Wo Apne Room Me Jakar Beby Ke Hi Baare Me Soch Ne Laga ....
Ki meri Beby Kar  Rahi Hogi .....
Aur Pata Nahi Wo Ladka Uske Sath Kya Karega Ye Khayal Aa Rahe The Sona ko Use Puri Raat Nind Nahi Aai.....

Next Day....

Jab Subha Hui To Beby Apne Ghar Aai ....
Aur Jaldi Se Teyar Hokar Wapas Us Function Me Chali Gai .....
Bina Kuch Baate Kiye Sona Se ....
Aaj To Beby Ne Had Hi Kar Di Bina Sona Se Mile Hi Function Me Chali Gai ......

Sona Ke Baare Me Ek Baar Bhi Nahi Socha Ki Sona Kya Kar Raha Hoga Usko Ek Baar Me Baat Karu Jisse Wo Naraj Nahi.....

Par Beby Aesa Nahi Sochti Hain....Wo..... R..... Se Baat Karne Ke Liye Betab Thi......

Fir Dopahar Tak Function Khatam Ho Gaya tha .....

Wo .....R .....Ladka bhi chala Gaya Tha ......

Saam Ko Beby Ghar Pe Aai Par Sona Ko Ek Message To Kya Call Bhi Nahi.....Kiya

Aur Saam Ko Wapas ....R......Ghar Pe Aajata Hain...M...Ke Ghar ....Aur Wo Wahi Pe So Jata Hain...M....Se Der Raat Tak Beby Ke Baare Me Hi Baate Karta Rehata Hain...

Raat 4 Baje Tak .....m.....R.....Dono Baate Karte Rahe .....
M.....Ko Sona Bhi Janta Tha ....Sona Ne Usse Baat Ki Instagram Pe Aur Kaha Bhai Kya Kar Rahe Ho....

To  .....M.....Kehata Hain....Kuch Nahi , Hai Koi Jisse Baat Kar Rahe Hain....
Hum Dono .....M.....R.....

Next Day......

Beby School Jati Hain.. 
Us Time pe Bhi Wo .....R......M......Ke ghar Aaya Huaa Tha To ....
Beby School Jate Waqt Bhi Ek Baar ....R......
Ka Face Dekhne Ki Kosis Kar Rahi Thi. 
Fir School me Friend Ke Sath ......R......Boy Ki Baate Kahi ....

Fir Jab Beby Ghar Aai To Jaldi Se Kapde Pahankar Wapas ........
Beby Uski Friend....S.....Ke Ghar Pe Jati Hain...Aur Usse Baate Karti Hain...Aur Kehati Hain...
My Dear Friend Kya Kar rahi Ho..
Aur Fir Usse Us Ladke .....R....Ke Baare Me Baat Karti Hai....
Baby, uski Friend Ko Kehati Hain...
Ki mujhe Usse friendship karni Chaiye Ya Nahi Ab Tum Hi Batao Kya karu....

To beby ki Friend Kehati Hai Wo.....R....Boy Tere ko Shadi me mila tha ab tak tujhse love karta Hain.. 
Tujhe Usse R...Ko Haa Kehana Chaiye......

To Beby Ke Dil Bhi Pigal Jata Hai Aur Wo Rone Lag Jaati Hain....
Aur Dono Upar Sat ...
Pe aa jate Hain.. Aur Wahi me Baate Karne Lag Jate Hain...Usko Pata Nahi Tha Ki Upar Sat Pe Pehale Se Uska Sona Aur .....R.......Aur........M........Sab Upar Hi Hain..

Ye Sab Dekhkar Sona Aur Bhi Naraj Ho Gaya Aur Wo ..Waha Se Chala Gaya Bina Kuch Baat Kiye.....

Fir Uske Baat Jab Sona Ne Pata Nahi Kya Baat Kahi .......R.....Se Baate ki Aur
 Sab Bethkar 15 se 20 Mint Tak Baate...Ki

Fir Beby Uske Friend Ke Pass Hi So Gai Usne Raat Ko .....
Friend ......S......Ki.... Instagram id Se .....R....
Se Bahut Sari Baate ki .....Fir Sab So Gaye Raat 3 Baje Tak......


×××××××××××
Next Part Is Coming Soon ....

Comments & Reviews

Post a comment

Login to post a comment!

Related Articles

बहुत समय पहले की बात है रहमान चाचा के यहाँ एक चूहा रहता था. हर दिन की तरह उस दिन भी बाज़ार से गाँव लौटते वक़्त चाचा झोले में कुछ सामान लेकर � read more >>
सच्चे भाई सुबह की योगा क्लास लेने के बाद मैं पार्क से होते हुए बाजार वाली रोड पर सैर के लिए निकल पड़ी । सुबह के व� read more >>
लड़का: शुक्र है भगवान का इस दिन का तो मे कब से इंतजार कर रहा था। लड़की : तो अब मे जाऊ? लड़का : नही बिल्कुल नही। लड़की : क्या तुम मुझस read more >>
Join Us: