Join Us:
20 मई स्पेशल -इंटरनेट पर कविता कहानी और लेख लिखकर पैसे कमाएं - आपके लिए सबसे बढ़िया मौका साहित्य लाइव की वेबसाइट हुई और अधिक बेहतरीन और एडवांस साहित्य लाइव पर किसी भी तकनीकी सहयोग या अन्य समस्याओं के लिए सम्पर्क करें

pita ka phatkar

Shubhamkumar 30 Mar 2023 कहानियाँ समाजिक pita ka phatkar 9618 0 Hindi :: हिंदी

jab mai chota tha to mer pitaji hamari chhoti moti galtiyo par bhi hamari jamkar pitai kar dete the kabhi to sara din khana bhi nhi milta tha tab hamari maa hame khana lekar aati hame samjhati thi tu sara din khela hi to karta hai nalayak tu is liye mar khata hai samai kabhi kisi ke leye nhi rukata hai wah pita jab tu chhota tha to kitne bar tune unko chata mara kitni dafha muchhe ko gumaya tu ki srahti tha yek bar to tune use belan se sar par mar kar unhe jakhi kar diya tha tab wo pita tumhare upar gussa na kiya aaj agar tumhe padhane ke leye agar tumko pitate hai to kya galat hai tu pdhai kar nhi to kal aur bhi mar khayega phir ma chali jati thi,.dusra end bhut jald aapko mele ga jab tak mai dusra nhi likhata yah lekh adhuri hai kuch ghante bad wo apko prapt hogi phir mai agle din skul rwana ho jata tha mai bada ho gya lekin ab jaa galti karta hu to mujhe dat milti hai kabhi rat me jab ghar der se phuchata hu to cat ki tarh dabe paw dakhil hota hu agar pita ji ki najar pad gyee to phir dat padegi kabhi to shart ka botam bhi khula rhata to bhi gadha nalayak banna padta kabhi mai sochata ki aakhir koi pita is tarah se chhoti moti galatiyo par kaise dat lga skata hai lekin us wakt mai glat tha agr kisi aadmi ki koi kamiya nikal skata hai to wah pita hai aaj mai unko bahut miss karta hu yar log to mujme kamiya dekhane ke shath mujhe koste hai aur khush hote hai wah pita tha jo mere kamiyo ko muje batata tha muje dat lagakar kabhi khush nhi hota tha eska dusra pag jald bejunga 

Comments & Reviews

Post a comment

Login to post a comment!

Related Articles

लड़का: शुक्र है भगवान का इस दिन का तो मे कब से इंतजार कर रहा था। लड़की : तो अब मे जाऊ? लड़का : नही बिल्कुल नही। लड़की : क्या तुम मुझस read more >>
Join Us: