अनिल शर्मा 30 Mar 2023 कहानियाँ बाल-साहित्य पंचतंत्र की कहानियां राजा रानी की कहानियां अमीर गरीब की कहानियां 67829 0 Hindi :: हिंदी
Ek Gav me ek Seth rahta tha Wah bahut Amir tha baki Gav wale garib the ek time khane ke liye bahut mehnat karte the ek din Seth se socha Mai sare Gav walo Ko kal se bhojan karaunga usne es bat Ko pure Gav me kahalwa diya ki pure Gav ke logo Ko wo kal se khana khilayega Bhagwan ne uski bat sun kar bole ki eske pas Etna dhan h ki pure Gav Ko khilayega jab rat Ko Seth khana kha kar so gya to Bhagwan ne uski eski paricha Lene ki Sochi jab Seth agli subah utha to dekha ki uske sara dhan Daulat sab pathal ke ho Gye h Wah bahut hairan hua aur sochane Laga ki sab Gav wale mujh par hasenge ki Mai aaj se khana khilane wala tha pure Gav Ko aur mere pas kuch nhi ye soch kar wo apni bahan ke yaha chala gya jab bahan ke Gav ke najdik pahucha to uski bahan Pani bhar rhi thi to aas pas ki aaurate bole dekho tumhre bhaiya aa rahe h to Wah boli mere bhaiya aise bhikhari ki tarah nhi aayenge aur bol kar Chali gyi aur ghar jakar darwaja band karke so gyi jab rat ho gyi to Seth me awaj lagayi bahan darwaja kholo darwaja kholo uski bahan ne kuch nhi bola bad me uska pati Suna to bola ki tumhare bhaiya aaye h lag rha h unki hi awaj h jao jakar dekhe Wah ghusse me gyi aur dajwaja khol kar boli etni rat Ko kyo aaye ho to Seth bola hm Sam ka hi aaye h darwaja band tha to bole nhi log sunenge to kya kahenge ye bol Seth bola bahan thoda Pani do hath dho muh dho le espar uski bahan boli ye roti aur ek glass Pani h yehi bacha h khao ya Pani pio Mai ja rhi hu mera ladka ro rha h aur darwaja band kar di Seth ne khane Ko Liya aur jangal me jakar ek pahad ke kandare me rakh Bhagwan se bola ye meri Amanat h jab Mai mangu tab dijiyega aur chala gya jangal ke bich me taki koi jangali janwar kha le par koi jangali janwar use khaya bhukh ke Karan usase chala nhi ja rha tha to pas me ek gular ka ped tha uspar chadh gya aur jitna ho saka gular khaya phir kud kar marna chaha tab tak Bhagwan Aakar bole Ruk jao Mai tumhari paricha le rha tha ye lo apna Sara dhan Daulat bol kar Bhagwan chale Gye Seth Gav aaya to dekha sare Gav v Amir ho Gye eska v dhan doguna ho gya sab khus h phir Seth ek din socha apni bahan ke yaha Jane Ko khub Sara mithayi kapda lekar gya uski bahan dur se dekhi to rone ragi Seth ghar aaya sabko kapda mithayi diya uski bahan khus thi ache ache bhojan banayi phir boli bhaiya kha lijiye to Seth bola bahan nikalo Mai aata hu Seth pahad par gya aur Jo bhojan Rakha tha laya aur bola bahan kaun sa wala khau ye wala ki wo wala uski bahan dekh kar saram se sar nicha kar li phir uthayi hi nhi Seth bolta rha aur bad me uth kar chala gya phir kabhi apni bahan ke yaha nhi gya
Es kahani se kya sikh Mili hame jarur baatayiyega